(Let me know if you want a recording on how to play the song is off-beat quite a few times) ============================================== --MALE-- D# Jisse dhoondta hoon main har kahin D# Jo kabhi mili mujhe hai nahin G# Mujhe jiske pyaar par ho yakeen C# D# Woh ladki hai kahan Flute tune D# C#D# (listen to the base line to know the timing) D# Jisse sirf mujhse hi pyaar ho D# Jo yeh kehne ko bhi taiyyaar ho C# Suno tum hi mere dildaar ho A# G# Woh ladki hai kahan Flute tune D# C#D# (listen to the base line to know the timing) --FEMALE-- D# Jo tumhaare khwaabon mein hain basi D# Woh haseen murti pyaar ki G# Milegi tumhe kabhi na kabhi C# D# Zara dekho yahan wahan Flute tune D# C#D# (listen to the base line to know the timing) D# Chalo dhoondte hain hum tum kahin D# Woh pari woh hoor woh naazneen C# Jisse dekho to kaho tum vahi A# G# Arre yeh to hain yahan --MALE-- G# C# Jaane kyoon khayaal aaya mujhe A# D# Ke woh ladki kahin tum to nahin G# C# Tum mein hain woh saari khubiyaan A# D# Tha jinko dhoondta main har kahin --FEMALE-- D# Tumhe dhoka lagta hai ho gaya D# Mujhe hain samajh liya jaane kya C# Na main hoon pari, na main apsara A# G# Karo tum na yeh ghumaan REPEAT CHORDS --MALE-- Jisse dhoondta hoon main har kahin Jo kabhi mili mujhe hai nahin Mujhe jiske pyaar par ho yakeen Woh ladki hai kahan Maan lo agar main yeh kahoon Ke mere khwaabon mein tum hi to ho Jaan lo, mera armaan hai Ke mere saath hi ab tum raho --FEMALE-- Mujhe tumne kya yeh samjha diya Mera dil ko jaise dhadka diya Mere tan badan ko pighla diya Woh sunaaye daastaan --MALE-- Jisse dhoondta hoon main har kahin Jo kabhi mili mujhe hai nahin Mujhe jiske pyaar par ho yakeen --FEMALE-- Woh ladki hai kahan --MALE-- Woh ladki hai yahan --FEMALE-- Woh ladki hai kahan --MALE-- Woh ladki hai yahan